Sun Le Saathiya Lyrics - Stebin Ben

 Sun Le Saathiya Lyrics

Sun Le Saathiya Lyrics:- Presenting the Lyrics of  Sun Le Saathiya Song sung by Stebin Ben. The Lyrics writer of this song is Pawan Kumar. 

Sun Le Saathiya Song Detail
Singer: Stebin Ben
Lyricist: Pawan Kumar
Composer: Amjad Nadeem Aamir
Music: Amjad Nadeem Aamir

 Sun Le Saathiya Lyrics in English


Tu hawa ke jiase chhu mujhe
Kar le apne kaabu mujhe
Tu hawa ke jiase chhu mujhe
Kar le apne kaabu mujhe
Uss nabz ko thoda thaam le
Chain aaye jispe yoon mujhe

Chain aaye na mujhe
Tere ishq ne aisa kya kiya

Sun le o saathiya, sun le o saathiya
Tera he naam le bas mera jiya
Sun le o saathiya, sun le o saathiya
Tera he naam le bas mera jiya

Hai tumhi se roshini yeh
Chandni mansoob hai
Hai tumhi se roshini yeh
Chandni mansoob hai
Jo na lafzon mein bayan ho
Woh tera rang roop hai
Woh tera rang roop hai

Chain aaye na mujhe
Tere ishq ne aisa kya kiya

Sun le o saathiya, sun le o saathiya
Tera he naam le bas mera jiya
Sun le o saathiya, sun le o saathiya
Tera he naam le bas mera jiya

Tu pari hai ya koyi apsara
Teri khatir mann bawara
Behke behke din rain hain
Muddat se hum bechain hain

Chain aaye na mujhe
Tere ishq ne aisa kya kiya

Sun le o saathiya, sun le o saathiya
Tera he naam le bas mera jiya
Sun le o saathiya, sun le o saathiya
Tera he naam le bas mera jiya


 Sun Le Saathiya Song Full Video


Post a Comment

0 Comments